Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya Oh…
Koyi toh bataaye mujhe Oh…
Gadbad hai ye sab kya Oh…
Koyi samjhaaye mujhe Oh…
(Oh we ee aa owe ee ohOh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Ab mujhko ye hai karna,
ab mujhe woh karna hai
Aakhir kyun main na jaanoon,
kya hai ke jo karna hai
Lagta hai ab jo seedha,
kal mujhe lagega ulta
Dekho na main hoon jaise,
bilkul ulta phulta
Badloonga main abhi kya Oh…
Maanoon toh kya maaanon main Oh…
Sudhroonga main kabhi kya Oh…
Ye bhi toh na jaanoon main Oh…
Jaane ab mera, hona kya hai (oh)
Lagta hai tumko kya
Jaane ab mera, hona kya hai (oh)
Kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga?
Oh we ee aa owe ee ohOh we ee aa owe owe owe owe
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya Oh…
Koyi toh bataaye mujhe Oh…
Gadbad hai ye sab kya Oh…
Koyi samjhaaye mujhe Oh…
(Oh we ee aa owe ee ohOh we ee aa owe owe owe owe) -2
Main aisa kyun hoon -4
Main aisa kyun hoon -3
Main aisa aisa aisa hi hoon
0 comments:
Post a Comment